% % Contributor: Anurag Shankar% Transliterator: Anurag Shankar % Credits: Vandana Venkatesan % Editor: Rajiv Shridhar % Last Modified: 02/17/1997 % % ... ab ke baras bhii biit na jaaye ye saavan kii raate.n dekh le merii ye bechainii aur likh de do baate.n ... khat likh de saa.nvariyaa ke naam baabuu kore kaagaz pe likh de salaam baabuu (vo maan jaae.nge, pahachaan jaae.nge kaise hotii hai subah se shaam baabuu ) - 2 khat likh de ... saare vaade nikale jhuuThe saamane ho to koii unase ruuThe le gaI bairan shahar piyaa ko raam kare ki aisii naukarii chhuuTe unhe.n jisane banaayaa gulaam baabuu kore kaagaz pe likh de salaam baabuu vo jaan jaae.nge, pahachaan jaae.nge kaise hotii hai subah se shaam baabuu jab aae.nge sajanaa mere khan khan khanake.nge ka.Nganaa mere paas galI me.n ghar hai merA us din tU bhI AnA a.Nganaa mere kuchh tujhako mai.n dU.NgI InAm bAbU kore kAgaz pe likh de salAm bAbU vo jAn jaae.nge, pahachaan jaae.nge kaise hotii hai subah se shaam baabuu khat likh de ... aur bahut kuchh hai likhavaanaa kaise bataa duu.N tujhe tuu begaanaa sharm se aa.Nkhe.n jhuk jaae.ngii dha.Dak uThegaa moraa dil diivaanaa bas aage nahii.n teraa kaam baabuu kore kaagaz pe likh de salaam baabuu vo maan jaae.nge, pahachaan jaae.nge kaise hotii hai subah se shaam baabuu khat likh de ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.