% % Contributor: % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Swaraj Horree (Acadia U, Nova scotia, Canada) % Editor: % % (terI merI murAdo.n ke din hai.n rAto.n ko jag kar, sone ke din hai.n ) - 2 (bistar kI Tha.nDak, sA.nso.n kI garamii bAho.n kI shakti, hoTho.n kI naramI ) - 2 hoTho.n kI naramI - 3 kuchh khoke kuchh paa jaane ke din hai.n rAto.n ko jag kar, sone ke din hai.n (baarish kI bU.Ndo.n me.n do jism bhIge bhIge badan kI sharAbo.n ko pIle ) - 2 sharAbo.n ko pIle - 3 sharAbI sharAbI rAto.n ke din hai.n rAto.n ko jag kar sone ke din hai.n (shabanam gire phUl par, phUl ham par mahak ek rache.n phir naI tIno.n mil kar ) - 2 naI tIno.n milakar - 3 gulAbI gulAbI jhAro.n ke din hai.n rAto.n ko jag kar sone ke din hai.n terI merI murAdo.n ke din hai.n rAto.n ko jag kar, sone ke din hai.n - 2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.