% % Contributor: % Transliterator: Anurag Acharya (anurag.acharya@cs.cmu.edu) % Credits: % Editor: % % ye sAye hai.n, ye duniyA hai, parachhAiyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai bharI bhI.D me.n khAlI tanhAiyo.n kI ye sAye hai.n ye duniyA hai yahA.N koI sAhil sahArA nahI.n hai kahi.n dUbane ko kinArA nahI.n hai yahA.N koI sAhil sahArA nahI.n hai yahA.N sArI raunak ye rusavAiyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai parachhAiyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai ... kaI chA.Nd uThakar jalAe bujhAe bahut hamane chAhA zarA nI.nd Ae kaI chA.Nd uThakar jalAe bujhAe yahA.N raat hotI hai bezAriyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai parachhAiyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai ... yahA.N sAre chehare hai mA.Nge hue se nigAho.n me.n A.NsU bhI Take hue se yahA.N sAre chehare hai mA.Nge hue se ba.DI nIchI rAhe.n hai U.NchAiyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai parachhAiyo.n kI ye sAye hai, ye duniyA hai bharI bhI.D me.n khAlI tanhAiyo.n kI ye sAye hai.n ye duniyA hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.