% % Contributor: ShashiKant Joshi% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/09/1996 % Credits: Balaji A.S. Murthy % Vandana Venkatesan % Last Modified: 03/30/1997 % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [24] % nice softie. music does add to its beauty. % % A: dha.Dakane lage dil ke taaro.n kii duniyaa m: jo tum muskuraa do A: jo tum muskuraa do m: sa.nvar jaae ham bekaraaro.n kii duniyaa jo tum muskuraa do A: jo tum muskuraa do m: jo tum muskuraa do, bahaare.n ha.Nse.n sitaaro.n kii ujalii kataare.n ha.Nse.n A: jo tum muskuraa do, nazaare ha.Nse.n javaa.n dha.Dakano.n ke ishaare ha.Nse.n - 2 dha.Dakane lage... m: havaa me.n ke Kushabuu kii a.Nga.Daaiyaa.N ye aa.Nkho.n pe zulfo.n kii parachhaaiyaa.N A: ye mastii ke dhaare ubalate hue ye siino.n me.n tuufaa.n machalate hue - 2 dha.Dakane lage ... m: ye bojhal ghaTaa_e.n barasatii huii ye bechain ruuhe.n tarasatii huii A: ye saa.Nso.n se shole nikalate hue badan aa.Nch khaakar pighalate hue - 2 dha.Dakane lage... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.