% % Contributor: Ikram Ahmed Khan% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/16/1997 % Comments: I know this is a really old topic/gripe ("Lyrics writing % in modern day films") but this "gem" speaks for itself ! % % ka: mai.n to raste se jaa rahaa thaa mai.n to bhelapuurii khaa rahaa thaa mai.n to la.Dakii ghumaa rahaa thaa raste se jaa rahaa thaa, bhelapuurii khaa rahaa thaa, la.Dakii ghumaa rahaa thaa, tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N -2 a: mai.n to raste se jaa rahii thii mai.n to aa_is-kriim khaa rahii thii ho, mai.n to nainaa la.Daa rahii thii raste se jaa rahii thii, aa_is-kriim khaa rahii thii, nainaa la.Daa rahii thii tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N -2 ka: (jale chaahe saaraa zamaanaa chaahe tujhe teraa diivaanaa) -2 a: sa.ng tere mai.n bhaag jaauu.N nazar kisii ko bhii na aauu.N ka: log dilavaalo.n se yaar jalate hai.n a: kaise bataauu.N kyaa-kyaa chaal chalate hai.n ka: mai.n to gaa.Dii se jaa rahaa thaa mai.n to siiTii bajaa rahaa thaa mai.n to Topii phiraa rahaa thaa ho, gaa.Dii se jaa rahaa thaa, siiTii bajaa rahaa thaa, Topii phiraa rahaa thaa tujhako dhakkaa lagaa to mai.n kyaa karuu.N -2 a: (na_ii koii pikchar dikhaa de mujhe kahii.n khaanaa khilaa de) -2 ka: zaraa nigaaho.n se pilaa de pyaas mere dil kii bujhaa de a: aaj tujhe jii bhar ke pyaar karanaa hai ka: terii nigaaho.n se diidaar karanaa hai a: mai.n to Thumakaa lagaa rahii thii mai.n to giit koii gaa rahii thii mai.n to chakkar chalaa rahii thii Thumakaa lagaa rahii thii, giit koii gaa rahii thii, chakkar chalaa rahii thii terii naanii mari to mai.n kyaa karuu.N -2 ka: mai.n to raste se jaa rahaa thaa mai.n to bhelapuurii khaa rahaa thaa mai.n to la.Dakii ghumaa rahaa thaa raste se jaa rahaa thaa, bhelapuurii khaa rahaa thaa, la.Dakii ghumaa rahaa thaa, tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N -2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.