% % Contributor: Shashikant Joshi% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/07/1995 % Credits: Neha Desai % Arun Verma % Ashok Dhareshwar % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [45] % % Note: I think this a bit mature song, in the sense that to *really* % appreciate it, and specially for us men (:-) ), it does take time % to realize the depth of emotions, simple straightforward % emotions, no mincing the words. Please. no flames on this, there % sure are sensitive men around, but life does bring turns in our % life, that make us look at old artifacts in our treasure-trunk % and look at it with a new adoring, love and amazement, a new % sentiment grows. Here is the song, of the same class as "meree % saaNsoN ko jo mahakaa rahee hai" (minus Mahendra Kapoor :-)) ) % % % tumhe.n dekhatii huu.N to lagataa hai aise ke jaise yugo.n se tumhe jaanatii huu.N agar tum ho saagar ... agat tum ho saagar, mai.n pyaasii nadii huu.N agar tum ho saavan, mai.n jalatii kalii huu.N % <==== !! mujhe merii nii.nde.n, meraa chain de do mujhe merii sapano.n kii ik rain, de do na yahii baat ... yahii baat pahale bhii tumase kahii thii vahii baat phir aaj, doharaa rahii huu.N tumhe.n chhuuke pal me.n, bane dhuul chandan -2 tumhaarii mahak se, mahakane lage tan mere paas aao ... mere paas aao, gale se lagaao piyaa aur tumase mai.n kyaa chaahatii huu.N muraliyaa samajhakar, mujhe tum uThaa lo bas ik baar ho.nTho.n se apane, lagaa lo na koii sur to jaage, koii sur to jaage, merii dha.Dakano.n me.n ke mai.n apanii sargam se ruuThii huii huu.N % % -- ShashiKant Joshi urf Pintu Diwana %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.