% % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Tue Aug 8 20:03:45 EDT 1995 % Credits: Rajeev Sivaram (rsivaram@cis.ohio-state.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % aa: ham jis raste pe chale, us raste pe thii priit kha.Dii priit ne hamako pahanaa dii, armaano.n kii hathaka.Dii tuu jahaa.N chale, mai.n vahaa.N chaluu.N tuu jahaa.N ruke, mai.n vahaa.N rukuu.N la: ham jis raste ... la: (ham anjaane ik duuje kii jaan bane pahale do dil the ab sau armaan bane) -2 aa: are jaan ke dekho, ham kaise anjaan bane jaane kab dil Takaraae, jaane kab aa.Nkh se aa.Nkh la.Dii la/aa: priit ne hamako ... aa: (mausam hai yaa pyaar kaa ek paiGaam hai isiili_e ye pyaar ba.Daa badanaa hai) -2 la: bhuul ga_e ham duniyaa kisakaa naam hai yaad rahe.nge hame.n hameshaa ye din, ye rut, ye gha.Dii la/aa: priit ne hamako ... aa: dekho abhii subah thii, ho ga_ii shaam abhii la: dil phir ta.Dapaa aayaa thaa, aaraam abhii aa: are, apane dil par likh do meraa naam abhii la: o chhoTe se saajanaa tuu baate.n karataa hai ba.Dii la/aa: priit ne hamako ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.