% % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Aug 9 09:44:53 EDT 1995 % Credits: Neeraj Deshmukh % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % jab chaahaa yaaraa tumane, aa.Nkho.n se maaraa tumane ho.nTho.n se zindaa kar diyaa are tumhaarii marzii pe chal rahe.n hai.n, Kataa hamaarii kyaa ho jab chaahaa yaaraa tumane ... (chalo jii ham bure sahii, chalo jii ham jhuuThe hai.n maGar inahii.n nigaaho.n se hazaaro.n dil TuuTe hai.n) -2 are, kasam se kahanaa, hamaarii suurat nahii.n hai pyaarii kyaa ho..., jab chaahaa yaaraa tumane... (samajh sako to hamasafar, hame.n tum apanaa jaano are, udhar nahii.n idhar chalo, kabhii to kahanaa maano) -2 are, lipaT aake puuchhe.n, ke aage marzii ab hai hamaarii kyaa ho..., jab chaahaa yaaraa tumane... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.