% % Contributor: Neeraj Deshmukh (neeraj@engc.bu.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Aug 9 10:36:54 EDT 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % ki: ho, karegaa zamaanaa kyaa, sach ko chhupaanaa kyaa duniyaa ko aao batalaa de.n aa: karegaa zamaanaa kyaa, sach ko chhupaanaa kyaa duniyaa ko aao batalaa de.n ki: tum ho mere, ham hai.n tere Daarli.ng, hai na bolo hai na... ki: meraa sab kuchh tere li_e, teraa sab kuchh mere li_e bolo, bolo... aa: meraa sab kuchh tere li_e, teraa sab kuchh mere li_e aakhir ko hai... ki: haa.N, aakhir ko hai.n biivii miiyaa.n Daarli.ng, hai na bolo hai na... ki: aae hue ba.Dii duur se hai.n, ham to yahaa.N ma_ii-juun se hai.n aa: aae hue ba.Dii duur se hai.n, ham to yahaa.N ma_ii-juun se hai.n aur aaj hii... ki: aur aaj hii, hai vaapasii Daarli.ng hai na bolo hai na... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.