% % Contributor: Himanshu Gupta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/17/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: Released in 1979 % % (cha.Ndaa re, mere bhaiyaa se kahanaa, o mere bhaiyaa se kahanaa, bahanaa yaad kare) -2 o cha.Ndaa re... kyaa batalaauu.N kaisaa hai vo bilakul tere jaisaa hai vo tuu usako pahachaan hii legaa dekhegaa to jaan hii legaa tuu saare sa.Nsaar me.n chamake har bastii har gaa.Nv me.n damake kahanaa ab ghar vaapas aa jaa -2 tuu hai ghar kaa gahanaa bahanaa yaad kare o cha.Ndaa re... raakhii ke dhaage sab laae.n kahanaa ab na raah dikhaae maa.N ke naam kii kasame.n denaa bhe.nT merii ke rasame.n denaa (??) puuchhanaa us ruuThe bhaaii se bhuul hu_ii kyaa maa.N-jaaii se bahan paraayaa dhan hai kahanaa usane sadaa nahii.n rahanaa bahanaa yaad kare o cha.Ndaa re... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.