% % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 17 15:25:25 EDT 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % r: duur bahut mat jaa_iye, leke qaraar hamaaraa aisaa na ho, koii luuT le, raah me.n pyaar hamaaraa l: paas raho yaa duur tum, tum ho saath hamaare de.nge gavaahii puuchh lo, ye Kaamosh nazaare r: (naazanii.n ba.Daa ra.Ngii.n hai vaadaa teraa o hasii.n, hai kidhar kaa iraadaa teraa) -2 aa.Nkh mu.Datii huii, zulf u.Datii huii faasalaa kyo.n hai zyaadaa teraa l: o hamadam mere, khel na jaano chaahat ke iqaraar ko jaan-e-jahaa.n, yaad karoge, ik din mere pyaar ko l: chhaaye ho, mere dil pe, nazar pe tumhii.n aaj to, merii ulfat kaa kar lo yakii.n e jii hamase tumhe.n ek lagaavaT to hai tumhe.n hamase muhobbat nahii.n r: (hamasafar, tuu hii meraa hai lekin sanam saath me.n, hai.n kisii ajanabii ke kadam) -2 merii ulajhan yuu.Nhii besabab to nahii.n dil kii betaabiyo.n kii kasam, o l: hamadam mere, khel na jaano, chaahat ke iqaraar ko jaan-e-jahaa.n, yaad karoge, ik din mere pyaar ko %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.