% % Contributor: Himanshu Gupta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/17/1996 % Credits: Vandana Venkatesan % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % % ra.Ng-bira.ngii raakhii leke aaii bahanaa o raakhii ba.Ndhavaa le mere viir -2 koras: ra.Ng-bira.ngii raakhii ... mere viir mai.n na chaa.Ndii, na sone ke naar maa.Nguu.N koras: mai.n na chaa.Ndii, na bhaiyaa sone ke naar maa.Nguu.N apane bhaiyaa kaa tho.Daa saa pyaar maa.Nguu.N tho.Daa saa pyaar maa.Nguu.N is raakhii me.n pyaar chhupaa le laaii bahanaa koras: raakhii ba.Ndhavaale mere viir niile ambar se taare utaar laauu.N koras: niile ambar se bhaiyaa taare utaar laauu.N yaa mai.n cha.Ndaa kii kiraNo.n ke haar laauu.N kiraNo.n ke haar laauu.N pyaar ke badale ban le laharaaii bahanaa koras: raakhii ba.Ndhavaale mere viir kabhii bhaiyaa ye bahanaa na paas hogii koras: kabhii bhaiyaa ye terii bahanaa na paas hogii kahii.n pardes baiThii udaas hogii, bahanaa udaas hogii milane kii aas hogii jaane kab bichha.D jaae.n bhaaii-bahanaa koras: raakhii ba.Ndhavaale mere viir %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.