% % Contributor: Himanshu Gupta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/17/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % % (ye raakhii ba.ndhan hai aisaa -3 jaise cha.Ndaa aur kiraN kaa jaisaa badarii aur pavan kaa jaise dharatii aur gagan kaa) -2 ye raakhii ba.ndhan hai aisaa -3 duniyaa kii jitanii bahane.n hai.n un sabakii shraddhaa hai isame.n hai dharam karam bhaiyaa kaa ye bahanaa kii rakshaa isame.n hai jaise subhadraa aur kishan kaa jaise badarii aur pavan kaa jaise dharatii aur gagan kaa ye raakhii ba.ndhan ... m: aaj khushii ke din bhaaii ke bhar-bhar aae nainaa -2 kadar bahan kii unase puuchho jinakii nahii.n hai bahanaa mol nahii.n koii is ba.ndhan kaa jaise badarii aur pavan kaa jaise dharatii aur gagan kaa ye raakhii ba.ndhan hai aisaa -3 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.