% % Contributor: Manoj Goyal (mgoyal@ix.netcom.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Sep 7 10:38:32 EDT 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % chaa.Nd tanahaa hai, aasmaa.n tanahaa -2 dil milaa hai kahaa.N kahaa.N tanahaa chaa.Nd tanahaa hai bujh ga_ii lau, chhup gayaa taaraa -2 gharagharaataa rahaa dhuaa.N tanahaa -2 chaa.Nd tanahaa hai zi.ndagii kyaa isii ko kahate hai.n -2 jism tanahaa hai aur jaa.n tanahaa chaa.Nd tanahaa hai hamasafar koii Gar mile bhii kahii.n -2 dono.n chalate rahe tanahaa -2 chaa.Nd tanahaa hai jalatii bujhatii sii roshanii ke taare -2 simaTaa-simaTaa saa ek makaa.n tanahaa -2 raah dekhaa karegaa sadiyo.n tak -2 chho.D jaae.nge ye jahaa.n tanahaa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.