% % Contributor: Rizwan Syed (rizwan@earth.sparco.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Sep 7 12:34:16 EDT 1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % (kisaliye mai.nne pyaar kiyaa dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa shaam savere terii raah dekhii raat din i.ntazaar kiyaa) -2 aa.Nkho.n me.n mai.nne kaajal Daalaa maathe pe bi.ndiyaa lagaaii aise me.n tuu aa jaae to kyaa ho, raam duhaaii chhup ke mu.nh me.n armaano.n ne lii kaisii a.nga.Daaii koii dekhe to kyaa samajhe ho jaae rusvaaii mai.nne kyo.n si.nGaar kiyaa dil ko yuu.N beqaraar kiyaa shaam savere terii raah dekhii raat din i.ntazaar kiyaa, ho... kisaliye mai.nne pyaar kiyaa aaj vo din hai, jisake liye mai.n ta.Dapii banake raadhaa aaj mere man kii bachainii ba.D ga_ii aur zyaadaa pyaar me.n dhokaa na khaa jaae ye man siidhaa-saadaa aisaa na ho jhuuThaa nikale aaj milan kaa vaadaa mai.nne kyo.n aitabaar kiyaa (dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa shaam savere terii raah dekhii raat din i.ntazaar kiyaa, ho... kisaliye mai.nne pyaar kiyaa) -2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.