% % Contributor: Rizwan Syed% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 09/10/1995 % Credits: Vandana Venkatesan % Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: Released in 1982 % % r: o sonaalii, o sonaalii l: ho, ho r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa... -2 l: mai.n aa rahii huu.N mai.n aa rahii huu.N pyaar kii aavaaz pe ye pyaar bharaa naGamaa tum phir se gunagunaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa r: dekho mausam gaharaa gaharaa hai -2 aur shaam kaa ra.Ng sunaharaa hai l: (aao ham dono.n chhup jaae.n pyaar kii duniyaa me.n kho jaae.n) -2 aise kho jaae.nge aise kho jaae.nge Dhuu.NDhegaa ye saaraa zamaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa l: tuu hai sapano.n kii parchhaaiyo.n me.n -2 tuu hai is dil kii gaharaaiyo.n me.n r: (baa.Ndhake tujhako baaho.n me.n rakh luu.N aaj nigaaho.n me.n) -2 l: to ye vaadaa karo ... to ye vaadaa karo, mujhako kabhii na bhulaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa l: mai.n aa ga_ii huu.N ... mai.n aa ga_ii huu.N, pyaar kii aavaaz pe ye pyaar bharaa naGamaa tum phir se gunagunaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.