% % Contributor: Umesh Garg (garg@neon.helios.nd.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Oct 22 16:59:26 EDT 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % niil gagan par u.Date baadal aa aa aa dhuup me.n jalataa khet hamaaraa, kar de tuu chhaayaa chhupe hue o cha.nchal pa.nchhii, jaa jaa jaa dekh abhii hai kachchaa daanaa pak jaae to khaa bahataa-bahataa kyaariyo.n me.n Tha.nDaa-Tha.nDaa paanii chuum na le kahii.n paa.Nv tere, o kheto.n kii raanii chuum ke mere paa.Nv maile vo hogaa mailaa mai.n huu.N kheto.n kii daasii tuu kheto.n kaa raajaa harii-bharii in khetiyo.n kii raam kare rakhavaalii vo chaahe to sau-sau daane degii ek-ek Daalii mehanat-vaalo.n kii sunataa hai vo uupar-vaalaa khol ke rakhiyo apanii jholii bhar degaa daataa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.