% % Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Nov 5 16:55:12 EST 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % % saarii duniyaa kaa bojh ham uThaate hai.n uThate hai.n, bojh uThate hai.n, saarii duniyaa ... log aate hai.n log jaate hai.n ham yahaa.N pe kha.De rah jaate hai.n, saarii ... chaar kaa kaam ek kaa daam hai Kuun mat piijiye aur kuchh diijiye ek rupayaa hai kam hame.n Kudaa kii qasam ba.Dii mehanat se roTii kamaate hai.n, saarii ... tho.Daa paanii piyaa yaad rab ko kiyaa bhuukh bhii miT gaii pyaas bhii bujh gaii kaam har haal me.n naam ko saal me.n iid kii ek chhuTTii manaate hai.n, saarii ... jiinaa mushkil to hai apanaa bhii dil to hai dil me.n aramaan hai.n ham bhii insaan hai.n jab sataate hai gap aish karte hai.n ham bii.Dii piite hai.n aur paan khaate hai.n saarii duniyaa kaa bojh ham uThaate hai.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.