% % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jan 18 19:50:37 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: 1975? % % ho ho ho, hoho hoho hoho ... he he he, hehe hehe hehe ... hii hii ... phuulo.n ke Dere hai.n, saaye ghanere hai.n jhuum rahii hai.n havaae.n aise nazaaro.n me.n, khilatii bahaaro.n me.n pyaar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n ... (kahii.n bhii, aasmaan ke niiche gaatii nigaaho.n kaa, laharaatii baaho.n kaa haar mile to ruk jaae.n) -2 haar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n ... (chale hai.n duur ham diivaane koii rasiilaa saa, baa.Nkaa sajiilaa saa yaar mile to ruk jaae.n) -2 yaar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n ... he, pyaar mile to ruk jaae.n ho, pyaar mile to ruk jaae.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.