% % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jan 18 20:55:36 EST 1996 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Snehal B. Oza% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Last Modified: 06/03/1996 % % dil jalegaa to zamaane me.n ujaalaa hogaa -2 husn zarro.n kaa sitaaro.n se niraalaa hogaa dil jalegaa ... kaun jaane ye mohabbat kii sazaa hai ke silaa -2 ham kinaare pe bhii pahu.nche to kinaaraa na milaa bujh gayaa chaa.Nd kisii dard bhare dil kii tarah -2 raat kaa ra.Ng abhii aur bhii kaalaa hogaa dil jalegaa ... dekhanaa ro_egii fariyaad karegii duniyaa -2 ham na ho.nge to hame.n yaad karegii duniyaa apane jiine kii adaa bhii hai anokhi qadd (??) ke -2 apane marane kaa bhii a.ndaaz niraalaa hogaa dil jalegaa to zamaane me.n ujaalaa hogaa dil jalegaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.