% % Contributor: Abhay Avachat% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 01/18/1996 % Credits: Arun Verma % Kishore Bhaurao Desai % Vaibhav Kelkar % Ashok Dhareshwar % Anand Tiwari % Editor: Rajiv Shridhar % Last Modified: 11/22/1996 % Comments: Released in 1970 % % kisakaa rastaa dekhe, ai dil, ai saudaaii miilo.n hai khaamoshii, baraso.n hai tanahaaii bhuulii duniyaa, kabhii kii, tujhe bhii mujhe bhii phir kyo.n aa.Nkh bhar aaii o, kisakaa rastaa dekhe ... koii bhii saayaa nahii.n raaho.n me.n koii bhii aaegaa na baaho.n me.n tere li_e mere li_e koii nahii.n rone vaalaa ho jhuuTaa bhii naataa nahii.n chaaho.n me.n tuu hii kyo.n Duubaa rahe aaho.n me.n koii kisii sa.ng mare, aisaa nahii.n hone vaalaa koii nahii.n jo yuu.N hii jahaa.n me.n, baa.NTe piir paraaii ho, kisakaa rastaa dekhe ... tujhe kyaa biitii huii raato.n se mujhe kyaa kho_ii huii baato.n se sej nahii.n, chitah sahii, jo bhii mile sonaa hogaa, ho ga_ii jo Dorii chhuuT haatho.n se, o lenaa kyaa chhuuTe hue saatho.n se khushii jahaa.N maa.Ngii tuune, vahii.n mujhe ronaa hogaa na koii teraa, na koii meraa, phir kisakii yaad aaii o, kisakaa rastaa dekhe ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.