% % Contributor: Neha K. Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jan 21 17:04:23 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % chaa.Ndanii raat me.n, ek baar tujhe dekhaa hai Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue chaa.Ndanii raat me.n ... niile ambar pe kahii.N jhuule me.n saat ra.Ngo.n ke hasiin jhuule me.n naaz-o-a.ndaaz se laharaate hue Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... jaagatii thii leke saahil pe kahii.n leke haatho.n me.n koii saaz-e-hasii.n ek ra.Ngii.n Gazal gaate hue phuul barasaate hue, pyaar chhalakaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... khulake bikhare jo mahakate gesu ghul ga_ii jaise havaa me.n Kushabuu merii har saa.Ns to mahakaate hue Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... tuune chahare pe jhukaayaa chaharaa mai.nne haatho.n se chhupaayaa chaharaa laaj se sharm se ghabaraate hue phuul barasaate hue, pyaar chhalakaate hue ek baar tujhe dekhaa hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.