% % Contributor: Dharmesh Patel dxp8108@hertz.njit.edu % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jan 21 17:11:49 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % (ba.Dii mushkil hai, khoyaa meraa dil hai koii use Dhuu.NDh ke laae na -2 jaake kahaa mai.n rapaT likhaauu.N, koii batalaae na mai.n rouu.N yaa ha.Nsuu.N, karuu.N mai.n kyaa karuu.N -2) -2 (diivaanagii kii had se, aage guzar na jaauu.N aa.Nkho.n mai.n usakaa chaharaa, kaise use dikhalaauu.N) -2 vo hai, sab se hasii.n, vaisaa, koii bhii nahii.n mere khudaa, usakii adaa, hai ba.Dii kaatil mujhe nahii.n pataa, chhaayaa hai kyaa nashaa mai.n rouu.N yaa ha.Nsuu.N, karuu.N mai.n kyaa karuu.N (sapano.n me.n aane vaalii, baaho.n me.n kab aaegii itane dino.n tak mujhako, aise vo ta.Dapaaegii) -2 dekhuu.N, mu.Dake jidhar, paae, vahii nazar merii Dagar, meraa safar, vo merii ma.nzil diivaanaa hai samaa, jaage hai.n armaa.n mai.n rouu.N yaa ha.Nsuu.N, karuu.N mai.n kyaa karuu.N ba.Dii mushkil hai, khoyaa meraa dil hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.