%
% Contributor: Neha Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Jan 21 17:30:29 EST 1996
% Credits:
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Comments:
%
%
la: shaam Dhale, khi.Dakii tale
tum siiTii bajaanaa chho.D do
chi: gha.Dii-gha.Dii khi.Dakii me.n kha.Dii
tum tiir chalaanaa chho.D do
la: roz-roz tum merii galii me.n
chakkar kyo.n ho kaaTate
ajii, chakkar kyo.n ho kaaTate
chi: sachchii-sachchii baat kahuu.N mai.n -2
ajii tumhaare vaaste, tumhaare vaaste
la: jaao, jaao, hosh me.n aao
yuu.N aanaa-jaanaa chho.D do -2
la: mujhase tumhe.n kyaa matalab hai
ye baat zaraa batalaao -2
chi: baat fakat itanii sii hai
ki tum merii ho jaao
aao aao tum merii ho jaao
la: aisii baate.n, apane dil me.n
ai saahib tum laanaa chho.D do -2
chi: chaar mahiine mehanat kii hai
ajii ra.Ng kabhii to laaegii -2
la: jaao-jaao jii yahaa.N tumhaarii
daal kabhii galane na paaegii
ajii daal kabhii galane na paaegii
chi: dilavaalo.n, matavaalo.n par tum
raub jamaanaa chho.D do
ajii raub jamaanaa chho.D do
shaam Dhale ...
%
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.