% % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Jan 26 23:12:55 EST 1996 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Editor: % Comments: % % chaa.Nd ko dekho jii -2 mastii luTaae jaaduu jagaae dil me.n hamaare re chaa.Nd ye kahataa hai -2 dharatii kii raanii, ha.Nsatii javaanii, din hai.n tumhaare re ra: pahalii nazariyaa torii, dil meraa le ga_ii gorii -2 la: hamane luTaa dii duniyaa, aur tumane luTaa dii chhorii baat ye kaisii hai -2 yuu.N na sataao, ham to sajan hai.n, naino.n ke maare re la: raat hai bhiigii-bhiigii aur saath hai sajan teraa -2 ra: merii tamannaa ye hai, ab ho na kabhii saveraa raat ye terii hai -2 taaro.n kii Tolii, niile gagan me.n ye hii pukaare re %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.