%
% Contributor: Kuntal M. Daftary (daftary@ecn.purdue.edu)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Jan 29 21:26:25 EST 1996
% Credits: Neeraj Deshmukh (deshmukh@isip01.isip.msstate.edu)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Comments:
%
%
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
koras: aa...
ku: (tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam) -2
ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
koras: aa...
la: aa.Nkhe.n merii, sapane tere
dil meraa, yaade.n terii
ku: meraa hai kyaa, sab kuchh teraa
jaan terii, saa.Nse.n terii
la: merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu tere aa gae
muskuraane lage saare Gam
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
la: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
la: ye dil kahii.n, lagataa nahii.n
kyaa kahuu.N, mai.n kyaa karuu.N
ku: haa.N, tuu saamane, baiThii rahe
mai.n tujhe dekhaa karuu.N
la: tuu ne aavaaz dii dekh mai.n aa ga_ii
pyaar se hai ba.Dii kyaa kasam
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
ku: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
koras: aa...
ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
koras: aa...
%
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.