% % Contributor: rathore@ece.rutgers.edu% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 04/23/1996 % Last modified: % Modified by: % Credits: Vinod Jairaj % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % % mujhe le chalo, aaj phir us galii me.n jahaa.N pahale-pahale, ye dil la.Dakha.Daayaa vo duniyaa, vo merii mohabbat kii duniyaa jahaa.N se mai.n betaabiyaa.N leke aayaa mujhe le chalo ... jahaa.N so rahii hai merii zi.ndagaanii jahaa.N chho.D aayaa mai.n apanii javaanii vahaa.N aaj bhii ek chauthaT tazaa mohabbat ke sajaado.n kii hogii nishaanii -2 mujhe le chalo ... vo duniyaa jahaa.N usakii naqsh-e-kadam hai vahii.n merii khushiyaa.N, vahii.n mere Gam hai.n mai.n le aauu.Ngaa khaak us rahaguzar kii ke us rahaguzaraa kii, to zarre-sanam hai -2 mujhe le chalo ... vahaa.N ek ra.Ngee.n chilaman ke piichhe chamakataa huaa usakaa, ruKasaar hogaa sajaa luu.Ngaa aa.Nkho.n me.n vo roshanii mai.n yuu.Nhii ko_ii ilaaj-e-dil-e-zaar hogaa -2 mujhe le chalo ... mujhe le chalo, aaj phir us galii me.n jahaa.N pahale-pahale, ye dil la.Dakha.Daayaa vo duniyaa, vo merii mohabbat kii duniyaa jahaa.N se mai.n betaabiyaa.N leke aayaa mujhe le chalo ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.