% % Contributor: Himanshu Gupta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Balaji A.S. Murthy % Date: 07/11/1996 % Comments: Lata sounds very seductive. Too bad, that its a % picturized as a cabaret song. One of Lata's best, IMO. % From Lata GC-II (CD Golden Collection) % % (aa jaan-e-jaa.n aa jaan-e-jaa.n aa meraa ye husn javaa.n, javaa.n, javaa.n tere liye hai aas lagaaye o zaalim aa jaanaa na) -2 aa jaan-e-jaa.n ... o aa.Nkh se mastii Tapake hai, Tapake hai, tuu dekhe na dil kaa saagar chhalake hai, chhalake hai, tuu samajhe na aa la la la la la aa kyo.n ta.Dapaaye, tuu kyo.n tarasaaye o zaalim aa jaanaa na aa jaan-e-jaa.n ... o duur se kitanii aayii huu.N, aayii huu.N, tuu jaane na pyaar kaa tohfaa laayii huu.N, laayii huu.N, tuu maane na aa la la la la la aa be-dardii se, tuu kyo.n Thukaraaye aa zaalim aa jaanaa na aa jaan-e-jaa.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.