% % Contributor: David Windsor% Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Rahul Shridhar % Date: 06/12/1996 % % na koii uma.ng hai, na koii tara.ng hai merii zi.ndagii hai kyaa, ik kaTii pata.ng hai aakaash se girii mai.n, ik baar kaT ke aise duniyaa ne phir na puuchhaa, luuTaa hai mujhako kaise na kisii kaa saath hai, na kisii kaa sa.ng merii zi.ndagii hai kyaa, ik kaTii pata.ng hai lag ke gale se apane, baabul ke mai.n na ro sakii Dolii uThii yuu.N jaise, arthii uThii ho kisii ki yahii dukh to aaj bhii meraa a.ng sa.ng hai merii zi.ndagii hai kyaa, ik kaTii pata.ng hai sapano.n ke devataa kyaa, tujhako karuu.N mai.n arpaN patajha.D kii mai.n huu.N chhaayaa, mai.n aa.Nsuo.n kaa darpan yahii meraa ruup hai yahii meraa ra.Ng hai merii zi.ndagii hai kyaa, ik kaTii pata.ng hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.