% % Contributor: Lopa Mehta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/16/1996 % % do lafzo.n kii hai, dil kii kahaanii yaa hai mohabbat, yaa hai javaanii dil kii baato.n kaa matalab na puuchho kuchh aur hamase bas ab na puuchho jisake liye hai, duniyaa diivaanii yaa hai mohabbat, yaa hai hai javaanii is zi.ndagii ke, din kitane kam hai kitane hai Kushiyaa.N, aur kitane Gam hai.n lag jaa gale se, rut hai suhaanii yaa hai mohabbat, yaa hai javaanii ye kashtii vaalaa, kyaa gaa rahaa hai koii ise bhii, yaad aa rahaa hai jisake liye hai, duniyaa diivaanii yaa hai mohabbat, yaa hai javaanii do lafzo.n kii hai, dil kii kahaanii yaa hai mohabbat, yaa hai javaanii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.