% % Contributor: Himanshu Gupta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/19/1996 % Comments: 1954 % % lag jaa gale ki phir ye hasiin raat ho na ho shaayad phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho lag jaa gale se ... hamako milii hai.n aaj, ye gha.Diyaa.N nasiib se jii bhar ke dekh liijiye hamako qariib se phir aapake nasiib me.n ye baat ho na ho phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho lag jaa gale ki phir ye hasii.n raat ho na ho paas aaiye ki ham nahii.n aae.nge baar-baar baahe.n gale me.n Daal ke ham ro le.n zaar-zaar aa.Nkho.n se phir ye pyaar ki barasaat ho na ho shaayad phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho lag jaa gale ki phir ye hassii.n raat ho na ho shaayad phir is janam me.n mulaaqaat ho na ho lag jaa gale ki phir ye hassii.n raat ho na ho %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.