% % Contributor: Kuntal H. Daftary% Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Nandini % Date: 07/25/1996 % % (ra: na bole tum, na mai.nne kuchh kahaa la: magar na jaane aisaa kyo.n lagaa ra: ki dhuup me.n khilaa hai chaa.Nd, din me.n raat ho ga_ii la: ye pyaar kii binaa kahe sunaharii baat ho ga_ii) -2 ra: badal rahii hai zi.ndagii, badal rahe hai.n ham koras: aa aa aa aa aa aa aa la: thirak rahe hai.n jaane aaj kyo.n mere kadam ra: mere kadam, mere kadam koras: kisii ko ho na ho magar hame.n to hai pataa na bole tum ... ra: ghulii sii aaj saa.Nso.n me.n kisii kii saa.Ns hai la: saa.Ns hai, saa.Ns hai ye kaun aaj dil ke mere aas-paas hai koras: aa aa aa aa aa aa aa la: ye dhiire-dhiire ho rahaa hai pyaar kaa nashaa na bole tum ... ra: ye lag rahaa hai saarii ulajhane.n sulajh ga_ii.n la: sulajh ga_ii.n, sulajh ga_ii.n ye dha.Dakano.n kii baat dha.Dake.n samajh ga_ii.n koras: aa aa aa aa aa aa aa la: na boliye kii bolane ko kuchh nahii.n rahaa na bole tum ... na bole tum ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.