% % Contributor: Anand Kuppuswamy% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/31/1996 % % pahalii nazar me.n hamane to apanaa dil de diyaa thaa tumako par tumane der lagaaii ruk-ruk ke baat ba.Dhaaii dekhaa tumhe.n to hamane sabase nazar uThaa lii khone kii chiiz kho lii paane kii chiiz paa lii ho, o siidhe na sahii ghuum ke sahii mil to gaye hai.n laa laa laa laa laa ... pahali nazar me.n hamane ... hamane tumhaarii khaatir kyaa-kyaa kie bahaane ho, o asaan nahii.n mohabbat ab to ye baat maanii ho, o chho.Daa nahii.n dam jaise bhii ho ham mil to gae hai.n laa laa laa laa laa pahali nazar me.n hamane ... likhaa thaa aasmaa.n par yuu.N hii ye khel honaa pahale nazar ulajhanaa phir dil kaa mel honaa ho, o chho.Do ye gile jaise bhii mile ... mil to gaye hai.n laa laa laa laa laa ... pahali nazar me.n hamane ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.