% % Contributor: Kamlesh Nanavati% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/24/1996 % % rafii: bachcho.n... ek samay kii baat suno, a.ndhiyaarii thii raat suno diipak chorii ho gayaa, chaa.Nd kahii.n par kho gayaa bachchaa: phir kyaa huaa? rafii: cha.Ndaa ko Dhuu.NDhane sabhii taare nikal pa.De -2 galiyo.n me.n vo nasiib ke maare nikal pa.De cha.Ndaa ko ... aashaa: cha.Ndaa ko Dhuu.NDhane sabhii taare nikal pa.De -2 galiyo.n me.n vo nasiib ke maare nikal pa.De cha.Ndaa ko ... unakii nazar kaa jis ne nazaaraa churaa liyaa unake dilo.n kaa jis ne sahaaraa churaa liyaa us chor kii talaash me.n saare nikal pa.De cha.Ndaa ko ... Gam kii a.ndherii raat me.n jalanaa pa.Daa unhe.n phuulo.n ke badale kaa.NTo.n pe chalanaa pa.Daa unhe.n dharatii pe jab gagan ke dulaare nikal pa.De cha.Ndaa ko ... unakii pukaar sun ke yah dil Dagamagaa gayaa ham ko bhii koii bichha.Daa huaa yaad aa gayaa bhar aaii aa.Nkh hamaare nikal pa.De cha.Ndaa ko ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.