% % Contributor: David Anthony Windsor% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/26/1996 % % gardish me.n ho.n taare, na ghabaraanaa pyaare Gar tuu himmat na haare, to ho.nge vaare nyaare gardish me.n ho.n taare... mujhako merii aashaa, detii hai dilaasaa -2 aaye.ngii bahaare.n chalii jaaegii Kizaa ho, aasmaa.n ye niilaa-niilaa kare hai ishaare gardish me.n ho.n taare... baazuo.n me.n dam hai, phir kaahe kaa Gam hai -2 apane iraade hai.n, uma.nge.n hai.n javaa.n ho, mushile.n kahaa.N hai.n, umhe.n meraa dil pukaare gardish me.n ho.n taare... duniyaa hai saraay, rahane to kahm aae -2 aayaa hai to ha.Nsii-khushii rah le tuu yahaa.N ho, suramaa hai zi.ndagii jo kaa.NTo.n me.n guzaare gardish me.n ho.n taare... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.