% % Contributor: Himanshu Gupta% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/28/1996 % % ki: mai.n ek chor tuu merii raanii - 2 chorii-chorii le chalaa mai.n tumako tumase hii churaake mai.n ek chor tuu merii raanii - 2 (sharmilaa: chor nahii.n) la: tuu meraa raajaa mai.n terii raanii - 2 chal pa.Dii mai.n saath tere saarii duniyaa ko bhulaake tuu meraa raajaa mai.n terii raanii tuu meraa raajaa ... la: (ham dono.n me dekhaa hai ek sapanaa kahii.n pe chhoTaa sa ek ghar hai apanaa - 2 o o... ki: aa.Ngan me.n utarii hai.n chaa.Ndanii raate.n ham baithe karate hai.n prem kii baate.n ye baate.n, ye raate.n bhuul jaae.n ham to hame.n yaad dilaanaa, ho bhuul na jaanaa (sharmilaa: kyaa?) mai.n ek chor tuu merii raanii chorii-chorii ... ki: (kismat ne to hamako dukh hii baa.Nte apane raste me.n bikharaae kaa.NTe) -2 la: ho, hamane sajaaii pyaar se apanii ga.iyaa.N kaa.NTe chun-chun ke bikharaaii.n kaliyaa.N ye kaliyaa.N ye galiyaa.N bhuul jaae.n ham to hame.n yaad dilaanaa, ho, bhuul na jaanaa (raajesh: kyaa?) tuu meraa raajaa mai.n terii raanii chal pa.Dii ... ki: mai.n ek chor ... la: tuu meraa raajaa ki: tuu merii raanii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.