% % Contributor: Malini Kanth% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/31/1996 % % mohabbat kii zubaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa - 2 ummiido.n kaa jahaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa mohabbat kii zubaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa kisii kii be-basii ke raaz ko parade me.n rahane do - 2 raaz ko parade me.n rahane do zamii.n chup, aasmaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa mohabbat kii zubaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa merii palako.n pe aake tham gae hai.n pyaar ke aa.Nsuu tham gae hai.n pyaar ke aa.Nsuu yah Gam kaa kaaravaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa mohabbat kii zubaa.n chup hai, sitaaro.n tum bhii chup rahanaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.