% % Contributor: Vandana Venkatesan% Transliterator: Vandana Venkatesan % Credits: David Anthony Windsor % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % % aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n tasaviir hai ek anjaane kii khud Dhuu.nDh rahii hai shamaa jise kyaa baat hai us paravaane kii aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n ... vo usake labo.n par shokh ha.Nsii ra.Ngiin sharaarat aa.Nkho.n me.n saa.Nso.n me.n mohabbat kii Kushabuu vo pyaar kii dha.Dakan baaton me.n duniyaa merii ... badal gayii banake ghaTaa nikal gayii taubaa vo nazar mastaane kii khud Dhuu.nDh rahii hai shamaa jise kyaa baat hai us paravaane kii aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n ... a.ndaaz vo usake aane kaa chupake se bahaar aaye jaise kahane ko gha.Dii bhar saath rahaa par umar guzaar aaye jaise unake binaa ... rahuun.Ngii nahii.n kismat se ab jo kahii.n mil jaaye khabar diivaane kii khud Dhuu.nDh rahii hai shamaa jise kyaa baat hai us paravaane kii aa.Nkho.n se jo utarii hai dil me.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.