% % Contributor: Rizwan M. Syed% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 11/03/1996 % % ra: hamane aaj se tumhe.n ye naam de diyaa jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man hamane aaj se tumhe.n ye naam de diyaa la: is bahaane pyaar kaa baigaam de diyaa jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n ra: paigaam kaa kuchh javaab do, baiThe ho kyo.n chup-chaap se baiThe ho kyo.n chup-chaap se la: sharmaa rahe hai.n aaj ham, kahate hue kuchh aap se kahate hue kuchh aap se hamane aa.Nkho.n ko zubaa.n kaa kaam de diyaa ra: vaah, is bahane, pyaar kaa paigaam de diyaa jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n la: baato.n hii baato.n me.n aap to, karane lage hamase pyaar bhii karane lage hamase pyaar bhii ra: tumane hii luuTii hai nii.nd bhii, tumane hii luuTaa hai qaraar bhii aur chupake se hame.n ilzaam de diyaa la: is bahaane, pyaar kaa paigaam de diyaa jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n ra: be-chain, tumane kar diyaa, is dil ke har aramaan ko is dil ke har aramaan ko ye raat ho tum ye kaho, is dil kii har daastaa.n ko is dil kii har daastaa.n ko pyaar ne ba.Daa hasii.n a.njaam de diyaa ra: huu.N, vaah, is bahaane, pyaar kaa paigaam de diyaa jaan-e-man, jaan-e-man la: jaan-e-jaa.n, jaan-e-jaa.n do: jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.