% % Contributor: Ashok Dhareshwar% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 11/03/1996 % % ra: kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n raah me.n chalate-chalate raahii, kho gae be-Kudii me.n la: kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n raah me.n chalate-chalate raahii, kho gae be-Kudii me.n ra: kabhii kabhii aisaa bhii to ... la: kis ko pataa thaa, chaa.Ndanii jaaegii ra: haay, kaalii ghaTaa chhaaegii la: Tha.nDii puhaar hame.n paas-paas laaegii ra: hm, baat ban jaaegii la: dil kii dha.Dakan sur badalegii gha.Dii do gha.Dii me.n kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n raah me.n chalate-chalate raahii, kho gae be-Kudii me.n kabhii kabhii aisaa bhii to ... ra: ni.ndiyaa ke baadal, ghir-ghir aae hai.n la: o o, aa.Nkho.n pe chhaae hai.n ra: o ra.Ng bhare sapano.n ko sa.Ng-sa.Ng laae hai.n la: aa, jaal bichhaae hai.n ra: pyaar kii khushabuu mahak rahii hai, saa.Nso.n kii raaginii me.n la: dil kii dha.Dakan sur badalegii gha.Dii do gha.Dii me.n kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n raah me.n chalate-chalate raahii, kho gae be-Kudii me.n kabhii kabhii aisaa bhii to ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.