% % Contributor: Ashok Dhareshwar% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/10/1997 % % la: aa aa aa, aa aa ki: o ho ho, ho ho (machalatii huii, havaa me.n chham chham hamaare sa.ng sa.ng chale.n ga.Ngaa kii lahare.n) - 2 la: o, zamaane se kaho, akele nahii.n ham hamaare sa.ng sa.ng chale.n ga.Ngaa kii lahare.n koras: zamaane se kaho ... ki: (hariyaalii sii, chhaa jaatii hai chhaa.Nv me.n in ke aa.Nchal kii) - 2 la: sar ko jhukaa ke, naam lo in ke ye to hai shaktii nirabal kii himaalay ne bhii chuume hai.n in ke qadam koras: machalatii huii, ... zamaane se kaho ... la: (sukh me.n Duubaa, tan man us kaa aayaa jo in ke aa.Ngan me.n) - 2 ki: pyaar kaa pahalaa, darpan dekhaa duniyaa ne in ke darshan me.n ke yuu.N hii nahii.n khaate ham in kii qasam koras: zamaane se kaho ... machalatii huii ... ki: (saath diyaa hai, in laharo.n ne jab sab ne mu.Nh pher liyaa) - 2 la: aur kabhii jab, Gam kii jalatii dhuup ne ham ko gher liyaa to aao in ke hii qadamo.n me.n jhuk jaae.n ham koras: machalatii huii ... zamaane se kaho ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.