% % Contributor: Vandana Venkatesan% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/10/1996 % % ra: baad muddat ke yah gha.Dii aaii aap aae to zi.ndagii aaii ishq mar marake kaamayaab huaa aaj ek zarraa aaftaab huaa su: shukriyaa hai huzuur aane kaa vaqt jaagaa gariib-khaane kaa ek zamaane ke baad iid huii iid se pahale merii diid huii ra: iid kaa chaa.Nd aaj dekhaa hai iid kaa kyuu.N na aitabaar aae haath uThaakar duaa yah karataa huu.N iid phir aisii baar-baar aae din zamaane kaa raat apanii hai is gha.Dii kaayanaat apanii hai ishq par husn kii inaayat hai mere pahaluu me.n merii jannat hai su: faasale vaqt ne miTaa hii die dil ta.Dapate hue milaa hii die kaash is vaqt maut aa jaae zi.ndagaanii pe aake chhaa jaae dono.n: baat muddat ke ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.