% % Contributor: Apoorv Srivastava% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/13/1997 % % (tumane mujhe dekhaa, ho kar meharbaa.n ruk ga_ii ye zamii.n, ruk ga_ii zamii.n tham gayaa aasamaa.n, jaan-e-man jaan-e-jaa.n) - 2 tumane mujhe dekhaa o kahii.n dard ke saharaa me.n, rukate chalate hote in ho.nTho.n kii hasarat me.n, tapate jalate hote meharbaa.n ho ga_ii, zulf kii badaliyaa.N jaan-e-man, jaan-e-jaa.n tumane mujhe dekhaa ... o, lekar ye hasii.n jalave, tum bhii na kahaa.N pahu.Nche aakhir ko mere dil tak, kadamo.n ke nishaa.n pahu.Nche khatm se ho gae raaste sab yahaa.N jaan-e-man, jaan-e-jaa.n tumane mujhe dekhaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.