% % Contributor: Ikram Ahmed Khan% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 02/17/1997 % % chho.D aae ham, vo galiyaa.N - 4 jahaa.N tere pairon. ke, ka.Nval giraa karate the ha.Nse to do gaalon me.n, bha.Nvar pa.Daa karate the he, terii kamar ke bal pe, nadii mu.Daa karatii thii ha.Nsii terii sun sun ke, fasal pakaa karatii thii chho.D aae ham ... (ho, jahaa.N terii e.Dii se, dhuup u.Daa karatii thii sunaa hai us chaukhaT pe, ab shaam rahaa karatii hai) - 2 (laTo.n se ulajhii-lipaTii, ik raat huaa karatii thii kabhii kabhii takhiye pe, vo bhii milaa karatii thii) - 2 chho.D aae ham ... dil dard kaa Tuka.Daa hai, patthar kii Daalii sii hai in a.ndhaa kuaa.N hai yaa, ik ba.nd galii sii hai ik chhoTaa saa lamhaa hai, jo khatm nahii.n hotaa mai.n laakh jalaataa huu.N, yah bhasm nahii.n hotaa yah bhasm nahii.n hotaa ... chho.D aae ham ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.