% % Contributor: Ashok Dhareshwar% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 02/20/1997 % % o o aa har zabaa.n rukii rukii, har nazar jhukii jhukii kyaa yahii hai zi.ndagii, kyaa yahii hai zi.ndagii ai vatan ke naujavaano.n, jaag aur jagaa ke chal - 2 (koras: jaag aur jagaa ke chal) zulm jis kadar ba.Dhe, aur sar uThaa ke chal (koras: jaag aur jagaa ke chal) (kaamp hai terii nazar, unake dil me.n chor hai un me.n bal hai, tere bhii baazuo.n zor hai) - 2 zaalimo.n kaa huruur Kaak me.n milaa ke chal ai vatan ke naujavaano.n ... (kyaa sama.ndaro.n kaa shor, aur bha.Nvar kii chaal hai tere aage sar uThaae, mauj kii majaal kyaa) - 2 khol zi.ndagii kii naav, baadabaa.n u.Daa ke chal ai vatan ke naujavaano.n ... (kaaravaa.n vatan kaa aaj Daakuo.n me.n ghir gayaa zulm ke a.ndhere me.n aa rahii hai is sadaa) - 2 i.nteqaam kaa mashaal haath me.n jalaa ke chal koras: i.nteqaam, i.nteqaam, i.nteqaam %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.