% % Contributor: Balaji A.S. Murthy% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 03/30/1997 % % jab se ham tum, bahaaro.n me.n, ho baiThe gum, nazaaro.n me.n jiase ye zi.ndagii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kaab hai milanaa to thaa hame.n, is dil kii raah me.n afasaanaa ban gaye, (diivaane jinakii chaah me.n) - 2 afasaane the kisii din ke, diivaane the kisii din ke jaise ye raaginii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai chaahat ke naam kaa, chaahat kaa jaam hai halakii halakii nashiilii (bhiigii bhiigii shaam hai) - 2 mere sapane, terii raahe.n tere ???, merii baahe.n jaise ye beKudii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.