tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n, jaane naa meraa dil diivaanaa


Song Title: tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n, jaane naa meraa dil diivaanaa
Movie Name: Tere Ghar Ke Saamne
Actor(s)/Actress(es): Dev Anand, Nutan
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Sachin Dev Burman
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
% Here is a Rafi solo from 'Tere Ghar ke Saamne'.  
%
% Dev walks on the rain-drenched streets looking for Nutan and
% finally she comes out in the balcony of her house..
%
% Have a nice day!
%
% bye
% satish
%
tuu kahaa.N,  ye bataa,  is nashiilii raat me.n
maane naa meraa dil diivaanaa
haay re ... maane naa meraa dil diivaanaa

he ... ba.Daa naTakhaT hai samaa   - 2
har nazaaraa hai javaa.N
chhaa gayaa chaaro.n taraf,  merii aaho.n kaa dhuaa.N
dil meraa, merii jaa.N, naa jaanaa ... tuu kahaa.N ...

o o ... aaii jab Tha.nDii havaa   - 2
maine puuchhaa jo pataa
vo bhii kataraake gaI, aur bechain kiyaa
pyaar se, tuu mujhe, de sadaa ... tuu kahaa.N ...

he ... chaa.nd taaro.n ne sunaa   - 2
in bahaaro.n ne sunaa
dard kaa raag meraa,  rahaguzaaro.n ne sunaa
tuu bhii sun, jaaneman, aa bhii jaa  ... tuu kahaa.N ...

o o ... pyaar kaa dekho asar   - 2
aae tum thaame jigar
mil gaI aaj mujhe,  merii manachaahii Dagar
kyuu.N chhupaa, ek jhalak, phir dikhaa  ... tuu kahaa.N ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .