dekho ruuThaa naa karo, baat nazaro.n kii suno


Song Title: dekho ruuThaa naa karo, baat nazaro.n kii suno
Movie Name: Tere Ghar Ke Saamne
Actor(s)/Actress(es): Dev Anand, Nutan
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Sachin Dev Burman
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
(rafii: dekho ruuThaa naa karo,  baat nazaro.n kii suno
lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo ) - 2
rafii: dekho ruuThaa naa karo

rafii: cheharaa to laal huaa, kyaa kyaa haal huaa
is adaa par terii, mai.n to paagal huaa
tum biga.Dane jo lago,  aur bhii ha.nsii.n lago
lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo
rafii: dekho ruuThaa naa karo

lataa: jaan par merii banii, aapakii Thaharii ha.nsii
haay, mai.n jaan ga_ii, pyaar kii chikanaagarii (?)
dil jalaane ke liye, Tha.nDii aahe.n na bharo
rafii: dekho ruuThaa naa karo,  baat nazaro.n kii suno
lataa: ham na bole.nge kabhii

rafii: terii khushabuu ne mere, hosh bhii chhiin liye
hai.n khushii aaj hame, tere pahaluu me.n gire
dil kii dha.Dakan pe zaraa, phuul saa haath rakho
lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo
rafii: dekho ruuThaa naa karo

lataa: kyaa kahegaa ye samaa, in raaho.n kaa dhu.Naa
laaj aae mujhe, mujhako laae ho kahaa.N
ham tumhe maan gae,  tum ba.De vo ho haTo
rafii: dekho ruuThaa naa karo,  baat nazaro.n kii suno
lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo
rafii: dekho ruuThaa naa karo
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .