o mere raajaa, khafaa na honaa


Song Title: o mere raajaa, khafaa na honaa
Movie Name: Johnny mera Naam
Actor(s)/Actress(es): Dev Anand, Hema Malini
Singer(s): Kishore Kumar, Asha Bhonsle
Music Director(s): Kalyanji, Anandji
Lyricist(s): Rajinder Krishan
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
% There is an interesting incident that happened during the
% picturization of the song.  In the last stanza of the song (kaho yeh
% gaalon ke..), when Dev and Hema Malini are seated on a one-seater
% winch, with Hema on Dev's lap, some prankster is supposed to have cut
% the electricity supply so that Dev and Hema were stranded in mid-air
% in each other's arms.  Thank God Hema was pretty slim then, Johny mera
% naam being one of her initial movies!
% satish 
%
lataa: o o mere raajaa, khafaa na honaa
der se aaii,  duur se aaii
majabuurii thii phir bhii maine
vaadaa to nibhaayaa,  vaadaa to nibhaayaa
kishor: o o merii raanii,  samajh gayaa mai.n
vahii puraanaa,  teraa bahaanaa
der se aanaa aur ye kahanaa
vaadaa to nibhaayaa,  vaadaa to nibhaayaa

kishor: i.ntazaar ke ek ek pal kaa badalaa luu.Ngaa
lataa: aisaa bhii kyaa
kishor: ye na samajhanaa aaj bhii aise jaane duu.Ngaa
lataa: aisaa bhii kyaa
kishor: kitanaa sataayaa pahale usakaa hisaab do
a.nkhiyo.n me.n a.nkhiyaa.N Daalake javaab do
lataa: bachatii bachaatii
kishor: o o
lataa: bachatii bachaatii ... chhupatii chhupaatii
tum kyaa jaano kaise aaii,
vaadaa to nibhaayaa, o o mere raajaa
kishor: samajh gayaa mai.n,  vahii puraanaa,  teraa bahaanaa ...
lataa: o o mere raajaa ...

lataa: baaho.n kii in za.njiiro.n me.n yuu.N naa jaka.Do
kishor: ham jaka.De.nge
lataa: mu.D jaaegii merii kalaaI haath na paka.Do
kishor: ham paka.De.nge
lataa: chho.Do naa
kishor: nahii.n
lataa: chho.Do naa
kishor: aise to naazuk nahii.n haath sarakaar ke
mauke bhii kabhii kabhii milate hai.n pyaar ke
lataa: pyaar abhii to
kishor: ho, o o
lataa: pyaar abhii to nayaa nayaa hai
merii vafaa kii kadar karo ki,
vaadaa to nibhaayaa, o o mere raajaa ...
kishor: o o merii raanii ...

kishor: kaho ye gaalo.n ke a.ngaare kisake liye hai.n,  kaho kaho
lataa: ajii tumhaare
kishor: haa haa haa haa
ho.nTho.n pe ye shahad ke dhaare kis ke liye hai.n,  bolo bolo
lataa: ajii tumhaare
kishor: haa.N,  sharm kahaa.N kii aao gale lag jaao jii
kab se kha.Daa huu.N pyaasaa pyaas bujhaao jii
lataa: haT jaao jii
kishor: bujhaao jii
lataa: badanaamii se
kishor: ho, o o
lataa: badanaamii se Dar lagataa hai
ye to socho kis mushkil se,  vaadaa to nibhaayaa
o o mere raajaa ...
kishor: samajh gayaa mai.n,  vahii puraanaa,  teraa bahaanaa ...
lataa: o o mere raajaa ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .