aane se usake aae bahaar, jaane se usake jaae bahaar


Song Title: aane se usake aae bahaar, jaane se usake jaae bahaar
Movie Name: Jeene Ki Raah
Actor(s)/Actress(es): Jeetendra, Tanuja
Singer(s): Mohammad Rafi
Music Director(s): Laxmikant, Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakhshi
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Manoj Chauhan  (mchauhan@boi.hp.com)
%          Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
aane se usake aaye bahaar, jaane se usake jaaye bahaar
ba.Dii mastaanii hai merii mahabuubaa
merii zindagaanii hai merii mahabuubaa...

gunagunaae aise jaise bajate ho.n ghu.ngharuu kahii.n pe
aake parvato.n se, jaise girataa ho jharanaa zamii.n pe
jharano kii mauj hai vo, maujo.n kI ravaanii hai merii mahabuubaa

is ghaTaa ko mai.n to usakii aa.Nkho.n kaa kaajal kahuu.ngaa
is havaa ko mai.n to usakaa laharaataa aa.Nchal kahuu.ngaa
huuro.n kii malikaa hai pariyo.n kii raanii hai merii mahabuubaa

biit jaate hai.n din, kaT jaatii hai aa.Nkho.n me.n raate.n
ham naa jaane kyaa kyaa karate rahate hai.n aapas me.n baate.n
mai.n tho.Daa diivaanaa, tho.Dii sii diivaanii hai merii mahabuubaa

ban sa.nvar ke nikale aae saavan kaa jab jab mahiinaa
har koii ye samajhe hogii vo koii cha.nchal hasiinaa
puuchho to kaun hai vo, rut ye suhaanii hai, merii mahabuubaa

%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .